Home / Hindi Movie Songs Lyrics / Gulabi Aankhen Song Lyrics – Sanam

Gulabi Aankhen Song Lyrics – Sanam

Gulabi Aankhen Song Lyrics From Sanam Hindi Movie Songs Lyrics. This song is sung by Sanam Puri. Music Director is Sanam Band. Lyrics by Anand Bakshi.

Gulabi Aankhen Song Lyrics - Sanam
Gulabi Aankhen Song Lyrics - Sanam
Song: Gulabi Aankhen
Movie: Sanam
Music Director: Sanam Band
Lyricist: Anand Bakshi
Singer: Sanam Puri

Gulabi Aankhen Song Lyrics - Sanam

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya

Dil mein mere khwab tere
Tasveer jaise ho deewar pe
Tujhpe fidaa main kyun huaa
Aata hai gussa mujhe pyaar pe

Main lut gaya
Mann ke dil ka kaha
Main kahi ka na raha
Kya kahu main dil rooba

Boora ye jaadu
Teri aankhon ka
Ye mera katil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi yeh dil ho gaya

Maine sadaam chaha yahi
Daaman bacha lun haseeno se main
Teri kasamn khwabon mein bhi
Bachta firaa nazneeno se main

Tauba magar, mil gayi tujhse nazar
Mil gaya darde jigar
Sun zara o bekhabar
Zara sa haaske jo dekha thune
Main tera bismil hogaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhaalna mushkil ho gaya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *